9 Apr 2008

A tribute to my feelings...

Chaha hai tumko ek arse ke baad humne
Sajaya hai dil mein fir aaj ek armaan humne
Sadharan sa woh chehra aur sadharan si kad-kathi
Jagaya hai dil mein fir bhi aaj ek armaan tumne
Keh doon yeh kaise teri aankhon mein aankhe leke
Inhi mein to chupaya hai tujhe khone ka darr bhi humne


4 comments:

Swati said...

waah waah :)

Sodium said...

Woh kinare khade hamare janaaje ko jashna jaise dekhte hain

Gairon se kya kahen jab apne hi hamare jale par aaj rotiyan sekte hain !

Anchal said...

Waah Waah..
Waah Waah!!
:))

Swati said...

hahahha...Woh shayar toh nahi ...magar aiye hasi jab se dekha usne tujhko...